-
Raago ke gayan kal(samay/time)
Raag bhairav – pratah kaal( morning time) Raag bhairavi – pratah kaal Raag ramkali – pratah kaal Raag hindola – pratah kaal Raag multani – madhyahn kaal(mid day) Raag sarang – dapahar me ( afternoon) Raag shree – suryasht ke samay(sunset time) Raag yaman – ratri ka pratham prahar(first stage of night) Raag bhupali – ratri ka pratham prahar Raag vilaval – ratri ka pratham prahar Raag vihag – ratri la dwitiya prahar ( second stage of night) Raag desh – ratri ka dwitiya prahar Raag malkosh – madhya ratri (midnight in winter) Raag waagshree – madhyaratri Raag deepak –
-
Sangeet/Music kise kahte hn?
“Swar aur lay k madhur rachna k dwara jb hm apne bhawo ko pragat karte hn ,to use sangeet kahte hn.” Gayan,vaadan aur nritya in teeno kalaao ka sangam kahlata h. Sangeet ko 2 bhaago me banta gya h. 1. Shashtriya sangeet / Classical music:- Shashtriya sangeet me shashtra k vishesh niyamo ka paalan karna padta h. lay- taal ka sunischit tariko se dhyan rakhna hota h.Raago ka chalan kya h, inme kaun-kaun se se nischit swaro ka upyog kre- in sabhi baato ka hamesha dhyan rakhna padta h. 2. Bhaw sangeet / Light Music:- Bhaw sangeet me koi v